Toote hue dilon ka sahara Hussain hai Lyrics
Toote hue dilon ka sahara Hussain hai Doobe na jo falak pe woh taara Hussain hai. Ahl-e-khirad samajh na sake kya Hussain hai, Nana ke jism-e-paak ka saaya Hussain hai. Hokar shaheed zindagi-e-jaavedaan mili, Zinda tha, aur aaj bhi zinda Hussain hai. Jannat ke kul Sayyid-e-Kawnain ke liye, Aur Fatima ki aankh ka taara Hussain … Read more