Ek na Ek Din Ye maddahe khairul bashar Naam Apna Zamane Mein Kar Jayega
Ek na Ek Din Ye maddahe khairul bashar Naam Apna Zamane Mein Kar Jayega, Aasman par use gusl Denge malak jo Nabi Ki Mohabbat Mein Mar Jayega. Sar Se Lekar Kadam tak hai wo moazaza unka rutba Koi kya samajh payega, Jinki Kasme Khuda Yaad farmata hai Unka Jalwa Koi kya samajh payega. Kitna bartar … Read more